This version of Lord Ganesha's Aarti is for people who can't read Hindi. For their convenience, we have rewritten the famous Hindi aarti of Lord Ganesha in English Alphabets. It is very helpful and easy to read for the Indian people living outside India who are not in touch with the Hindi language.
Jai Ganesh Jai Ganesh Jai Ganesh Deva.
Mata ja ki Paarvati Pita Mahadeva.
Ladduan ko bhog laage sant karein seva.
Jai Ganesh Jai Ganesh Jai Ganesh Deva.
Ek dant dayaawant chaar bhuja dhaari.
Mastak sindoor sohe moos ki sawaari.
Jai Ganesh Jai Ganesh Jai Ganesh Deva.
Mata ja ki Paarvati Pita Mahadeva.
Andhan ko aankd det kodhin ko kaya.
Baanjhan ko putra det nirdhan ko maya.
Jai Ganesh Jai Ganesh Jai Ganesh Deva.
Mata ja ki Paarvati Pita Mahadeva.
Haar chadhe phool chadhe aur chadhe mewa.
Modak ko bhog laage sant kare sewa.
Jai Ganesh Jai Ganesh Jai Ganesh Deva.
Mata ja ki Paarvati Pita Mahadeva.
Deenan ki laaj raakho shambhoo soot waari.
Kaamna ko pura karo jag balihaari.
Jai Ganesh Jai Ganesh Jai Ganesh Deva.
Mata ja ki Paarvati Pita Mahadeva.
कोई टिप्पणी नहीं:
एक टिप्पणी भेजें